Thursday, March 08, 2012

My School Prayer

Satya hi Jeevan Hai
Satya Hamara Dhyey Hai
Satya hai marg dhyanka
Satya hai marg gyanka
Satya me sukh aur shanti
Satya hi Jeevan hai

Hum Vidyarthi hain
Satya pe chalnewale
Satya hi marg bhaktika
Satya hi marg shaktika
Sabka satya hai sathi
Satya hi Jeevan hai

Satya pe chalna hai
Sabse yahi kahana hai
Mukti mile satyase
Sada amar ho satyase
Fatima ka...hai ye sandesh
Satya hi Jeevan hai